Solar System KP Workshop mein aapka swagat hai. Bas ek kaam baaki hai, wo neeche hai.
Zoom link, class ka time aur har din ka reminder isi group mein aayega. Group join nahi kiya toh link miss ho sakta hai.
WhatsApp group join karoWorkshop LIVE hai. Phone mein reminder laga lijiye.
Ek kundli aur ek notebook saath rakhiye. Teeno din attend karne par agar KP practical aur scientific na lage, toh poora ₹99 wapas.
Disclaimer: Jyotish margdarshan aur shiksha ke liye hai. Ye kisi medical, legal ya financial salah ki jagah nahi leta. Har student ka seekhna uski mehnat aur practice pe nirbhar karta hai, isliye kisi khaas result ki guarantee nahi di jaati.