20 minute seedha mere saath. Aapke 3 sawaal — aur agle 1 saal me dhan, kaam aur rishton ka saaf roadmap.
Apna Slot Book Karein →
Paisa ya growth wahin ki wahin ruki hai.
Job chhodun? Business badhaun? Mahino se atke hain.
Sahi samay kab hai, tanav kab tak chalega.
Kai jagah dikhaya, sabne kuch aur bataya.
Sab kar liya, par samajh nahi aaya kyun.
Lecture nahi — kya karna hai, kab karna hai.
Aapki kundli kharab nahi hai.
Aapko bas ek saaf raasta chahiye.
Seedha mere saath video call.
Jo sabse zyada pareshan kar raha hai, uska live jawaab.
Kab kya karna hai, kis cheez se bachna hai.
Team samjhayegi follow kaise karna hai.
10 min team ke saath — kya badla, kahan atke.
Reminder aapko aur humein dono ko.
12 Nov – 12 Dec · First pay, first serve

14+ saal se main jyotish padh raha hun, padha raha hun aur charts pe parakh raha hun. 9,000+ students ke saath ek baat samajh aayi — log pareshan isliye nahi ki kundli kharab hai, balki isliye ki unke paas koi saaf raasta nahi.
Is consultation me magic nahi hoga. Astrology ek practical science hai. Main seedha bataunga agle 1 saal me kya karna hai — follow aapko karna hoga.



Payment ke turant baad email par aapka personal link aayega.
Apni details bharein
🪔 Happy Diwali! 🪔
Meri poori family ko Diwali ki dher saari shubhkamnayein ✨
Diwali offer ki saari seats full ho gayi, itne pyaar ke liye dil se dhanyavaad 🙏
Ab consultation ka waiting period 4 mahine hai, aap neeche se book kar sakte hain 👇